Tu Hi Pyaar Hai Lyrics Aditiya Narayan Song : Tu hi Pyaar hai song lyrics are penned by Manoj Yadav. Song is sung by Aditya Narayan.

Tu Hi Pyaar Hai Aditya Narayan

Tu hi Pyaar Hai Lyrics

Aaj kal main kyun aisa kar raha hun
Tumse saanse main leke jee raha hun
Kye tumhe bhi kuch aisa ho raha hain
Dil tumhara mera naam le rahaa hain
Mehsoos huaa ye aaj hain...

Humse tum, tumse hum, bas yahi baat hain
Zindagi har khushi sab tere saath hain
Pehle tum sirf tum, sab tere baad hain
Tu hain tu hi pyaar hain
Haan.. tu hain tu hi pyar hain

Aankhon ki naukari hain tumhe hi dekhna
Lamhon ki sallary tumpe hi kharchna
Baaton se tumhari baate karna iss tarah
Taarifon ke pul yunhi bandhna her jagah
To tum sirf tum bas yahi baat hain
Zindagi har khushi sab tere saath hain
Pehle tum sirf tum, sab tere baad hain
Tu hain tu hi pyaar hain
Haan.. Tu hain tu hi pyaar hain

Raaston ke kadam tum talak hi modna
Ho sake.. unpe tum.. chalne ki sochna
Sahi ya ghalat karta hu main aise hi
Pade na farak rehta hu main aise hi
Sun lo tum sirf tum bas yahi baat hain
Zindagi har khushi sab tere sath hain
Pehle tum, sirf tum, sab tere baad hain
Tu hain tu hi pyar hain
Haan.. Tu hain tu hi pyar hain

Tu hi Pyaar Hai Video

 
Top