Main Toh Piya Se Lyrics - HD Video : Main Toh Piya Se song is sung by Chintoo Singh. Song lyrics are penned by Khawaja Ghulam Farid.

Main Toh Piya Se Lyrics

Khusro rain suhag ki
Main jaagi pee ke sang
Tan mora, man piya ka
Jo dono ek hi rang

Khusro dariya prem ka
Jo ulti vaan ki dhaar
Jo ubhra so doob gaya
Jo dooba so paar

Khusro bazi prem ki
Main khelun pee ke sang
Jeet gayi to piya mere
Haari pee ke sang

Main toh piya se naina laga aai re
Main toh piya se naina laga aai re
Gar naari kanwari kahen so kahen
Gar naari kanwari kahen so kahen
Main toh piya se naina laga aai re
Main toh piya se naina laga aai re

Sohni suratiya, mohni muratiya
Sohni suratiya, mohni muratiya
Main hriday ke beech sama aai re
Main hriday ke beech sama aai re
Gar naari kanwari kahen so kahen
Gar naari kanwari kahen so kahen
Main toh piya se naina laga aai re
Main toh piya se naina laga aai re

Khusro nizaam ke bal bal jaiyo
Khusro nizaam ke bal bal jaiyo
Main to bin mol kahaan chali aai re
Main to bin mol kahaan chali aai re
Gar naari kanwari kahen so kahen
Gar naari kanwari kahen so kahen
Main toh piya se naina laga aai re
Main toh piya se naina laga aai re

Gar naari kanwari kahen so kahen
Gar naari kanwari kahen so kahen
Main toh piya se naina laga aai re
Main toh piya se naina laga aai re

Main Toh Piya Se Video Chintoo Singh

 
Top